Friday 8 June 2018

Jindagi ki kitab...........A lesson.|hindi sad shayari



Shayar ki Kalam se dil ke Arman...




1.PD rha hu jindagi ki kitab,kuch smgh aati h kuch ulgha jati h......

Jb b lgta h ye sulgh gyi,tbhi pta chlta h ye or ulgh gyi....

Kash smgh pata me jindagi ki ghrayi ko,jb b lgta ye ulgh rhi h sulghata hr tnhayi ko....

Mana me hu banjara,pr hu teri hr adda ka Mara.....

Na Jane kya soch rha hu me apne lkshay ko bhul rha hu me.....

Pr ab himat ni hoti ldne ki, fir se tutkar bikhrne ki.....

Jajbaat jese khud se fisal rhe h,hr baat ko dil se nikal rhe h.....

Darta h dil teri judayi se,ghbarata h raato ki un tnhayi se.....

Jo beet gya usme me tutkar bikhar gya.....

Ab fir se ldna shikha hu,oro ko hasa kr khud ke aasu chipana shikha hu.....

Na Jane kis raftar ki trf bad rha hu me jina cah rha hu ya mout ko bula rha hu.....

Jindagi me kya paya mene, logo ke dilo pe raaj kiya mene.....

Aj fir raaj krta hu me pr ander hi ander darta hu me.....

Jis din ho jauga me tnha to kya yhi log krdege mujhe bepnah..

Koi or kr de mujhe bepnah to kya milegi mujhe mere apno ke dil me pnah...

Bs isi swal ke saye me ji rha hu.me tere pyar ka arman leker jiye ja rha hu...

3 comments:

  1. Nice line brother keep going...
    Please checkout my blog

    https://rakeshrajkikalamse.blogspot.com/2018/06/jindgi.html

    ReplyDelete
  2. https://eknazariya.com

    Pleas have look new web page for shayari lover and spend some time on shayari portal...

    Thanks
    Eknazariya Team

    ReplyDelete